.




Astray

Gumrah insaan wo hai, jo kabhi namaz padta hai to kabhi nahi, kabhi ramzan ke roze rakhta hai to kabhi nahi. Paise rehne ke bawajud na zakat deta hai aur na hi hajj karta hai. Moumin ki shaan ye hai ke wo hameshaa Tauheed pe jame rahe, magar gumrah insaan shirk mein mutlada rehta hai, in keliye dunya o akhirat dono jahan mein tabahi o barbadi hai, ye to bas naam ka musalman hai.


O Allah, guide us to the right way and make us follow the straight path.




.